Om Jai Brihaspati Deva, Jai Brihaspati Deva
Chhin Chhin Bhoog Lagaun Phal Mewa.
Om Jai Brihaspati Deva
Tum Puran Parmatama, Tum Antaryami
Jagat Pita Jagdeeshvar Tum Sabke Swami.
Om Jai Brihaspati Deva
Charnamrit Nij Nirmal, Sab Patak Harta
Sakal Manorath Dayak, Kripa Karo Bharta.
Om Jai Brihaspati Deva
Tan Man Dhan Arpankar Jo Sharan Pade
Prabhu Prakat Tab Hokar Aakar Dwar Khade.
Om Jai Brihaspati Deva
Deen Dayal Dayaniddhi, Bhaktan Hitkari.
Paap Dosh Sab Harta, Bhav Bandhan Haari.
Om Jai Brihaspati Deva
Sakal Manorath Dayak, Sab Sanshay Taaro,
Vishay Vikar Mitao Santan Sukhkari.
Om Jai Brihaspati Deva
Jo Koi Aarti Teri Prem Sahit Gave
Aeshtanand Band So So Nischay Pave.
Om Jai Brihaspati Deva






