Best bhajan of Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai by Vinod Agarwal… This is a very popular bhajan song by Shri Vinod Agrawal and Baldev Krishan ji. Its very Heart Touching Bhajans Of Krishna.
| Play Songs Name |
|
|
| Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai By: Vinod Agarwal |
Shri Radha Barsane Wali by Baba Rasika Pagal & Chitra Vichitra Ji
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai

Karte ho tum kanhaiya…
Karte ho tum kanhaiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Patwar ke bina hi meri naav chal rahi hai

Bin maange hey kanhaiya har cheez mil rahi hai

Ab kya batau mohan
Ab kya batau mohan
Ab kya batau mohan araam ho raha hai
Ab kya batau mohan araam ho raha hai
Karte ho tum kanhaiya
Karte ho tum kanhaiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Meri zindagi mein tum ho kis baat ki kami hai

Mujhe aur ab kisi ki parvah bhi ab nahi hai

Teri badoloton se
Teri badoloton se sab kaam ho raha hai
Teri badoloton se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhaiya
Karte ho tum kanhaiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Duniya mein honge lakhon, tere jaisa kaun hoga

Kanhaiya… O mere pyaare…
Duniya mein honge lakhon, tere jaisa kaun hoga
Duniya mein honge lakhon, tere jaisa kaun hoga
Tujh jaisa banda parvar, bhala aisa kaun hoga

Thama hai tera daaman
Thama hai tera daaman
Thama hai tera daaman araam ho raha hai